10 gram pure silver, 1 X 1 inch square piece ka pandel, 99.5 % purity with hallmark sign

1,900.00

Description

Yah shuddh Chandi ka banaa hua pendal hai aur yah 1 inchi X 1 inchi mein banaya jata hai size kam ya jyada Kiya ja sakta hai avashyakta anusar aur lagbhag 10 gram ka banta hai.

Jyotishi upay mein iska bada mahatva hai yadi aapko Apne jyotishi ne iske bare mein bataya hai pahnane ke liye to avashya hi aap yahan se khareed sakte hain add to cart karke Sara process aage se aage aapko jankari mil jayegi

Mukhya baat yah 99.5% shuddh Chandi hai jo ki hallmark Nishan ke sath aapko milati hai yani ki shuddh Chandi ka Bharosa.